36+ Sad Shayari in Hindi for Life | सैड जिंदगी शायरी
2 Line Shayari in Hindi on Life

ये कशमकश है कैसे बसर ज़िंदगी करें,
पैरों को काट फेंके या चादर बड़ी करें।
Ye KashmKash Hai Kaise Basar Zindagi Karein,
Pairon Ko Kaat Fenke Ya Chadar Badi Karein.
कहने को तो बहुत कुछ बाकी है,
मगर तेरे लिए मेरी खामोशी ही काफी है।
kahane ko to bahut kuchh baakee hai
magar tere lie meree khaamoshee he kaaphee hai

सिर्फ साँसों का नाम ज़िन्दगी नहीं होता,
इसलिए हर सांस लेने वाला जिंदा नहीं होता।
Sirf Saanso Ka Naam Zindagi Nahi Hota
Isliye Har Saans Lene Wala Zinda Nahi Hota
Also Check: Sad Shayari In Hindi
Read Also: Emotional Sad Shayari in Hindi
“इस दुनिया में अगर इरादे साफ़ है,
तो समझ लो की खिलाफ है।”
“Is Duniya Mein Agar Iraade Saaph Hai,
to Samajh Lo Kee Khilaaph Hai.”

तेरे हर सवाल का जवाब सिर्फ़ यही है,
हां मैं गलत हूं, और तू सही है।
Tere Har Sawal Ka Jawab Sirf Yahi Hai,
Haan Main Galat Hun or Tu Sahi Hai
ज़्यादा अच्छा इंसान ज़्यादा इस्तेमाल होता है यहाँ “
Jyaada Achha Insaan Jyaada Istemaal Hota Hai Yahaan
Best Sad Shayari on Life

क्यों वक़्त के साथ रंगत खो जाती है,
हँसती खेलती ज़िन्दगी भी आम हो जाती है,
एक सवेरा था जब हँसकर उठा करते थे हम,
आज बिना मुस्कुराये ही शाम हो जाती है।
Kyon Waqt Ke Saath Rangat Kho Jati Hai,
Hansti Khelti Zindagi Bhi Aam Ho Jati Hai,
Ek Savera Tha Jab Haskar Uthha Karte The Hum,
Aaj Bina Muskuraye Hi Shaam Ho Jaati Hai.
चुभ जाती हैं बातें कभी,
तो कभी लहजे मार जाते हैं,
यह जिंदगी है जनाब,
यहां हम गैरों से ज्यादा,
अपनो से हार जाते हैं…!!
Chubh Jaati Hai Baaten Kabhi,
To Kabhi Lahaje Maar Jaate Hain,
Yah Zindagi Hai janaab,
Yahan Hum Gairoh se Jyaada,
apno se har jaate hain!!

प्यार में किसी को खोना भी ज़िन्दगी है,
ज़िन्दगी में ग़मों का होना भी ज़िन्दगी है,
यूं तो रहती है होठों पर मुस्कराहट,
पर किसी के लिए रोना भी ज़िन्दगी है।
Pyar Mein Kisi Ko Khona Bhi Zindagi Hai,
Zindagi Mein Gamon Ka Hona Bhi Zindagi Hai,
Yoon To Rehti Hai Hothho Par Muskrahat,
Par Kisi Ke Liye Rona Bhi Zindagi Hai.
सच बिकता है झूठ बिकता है
बिकती है हर कहानी,
तीनों लोक में फैला है फिर भी
बिकता है बोतल में पानी।
Sach Bikta Hai Jhoothh Bikta Hai
Bikti Hai Har Kahani,
Teeno Lok Mein Faila Hai Phir Bhi
Bikta Hai Botal Mein Paani.